Wednesday, February 6, 2008

kya mujhe pyaar hai

film: wo lamhe

meri duniya...
kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kal ka fakir dil aaj shehzada hain
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

meri duniya...
pathhar ke inn raston pe
phoolon ki ek chadar hain
jabse milen ho hamko
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
rang naye naye hain jaise ghulte hue
soye the khwaab mere jaage tere waaste
tere khayaalon se hai bheege mere raaste
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

tum kyon chale aate ho
har raat in khwaabon mein
chupke se aa bhi jaaon
ek din meri baahon mein
tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

dil ka rishta

film: dil ka rishta

Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Hum To Ek Doosre Pe Marte Hai..(2)
Jaanta Yeh Jahaan Sara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Mere Palkon Ko Chum Ke Dilbar..(3)
Aap Ne Husn Yeh Sawara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Tanha Tanhaiyon Mein Janeman..(3)
Maine Aksar Tumhe Pukaara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai

Dekhta Hun Jahan Tumhi Tum Ho..(3)
Aur Nazron Mein Kya Nazara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

dil de diya hai jaan tumhe denge

film : masti
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Ho, dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Ho, rab di kasam yaara rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam) - 2
(Rukh zindagi ne mod liya kaisa
Humne socha nahin tha kabhi aisa) - 2
Aata nahin yakeen kya se kya ho gaya
Kis tarha main tumse bevafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do
Itna hi kar do karam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
(Aawaargi mein ban gaya deewaana
Maine kyoon saadgi ko nahin jaana) - 2
Chaahat yahi hai ke is kadar pyaar doon
Kadmon mein tere main do jahaan waar doon
Chain mera le lo, khushi meri le lo
De do mujhe de do saare gham
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
(Mere ashq keh rahe meri kahaani
Inhe samjho na tum sirf paani) - 2
Ro roke aansuon ke daag dhool jaayenge
In mein vafa ke rang aaj ghul jaayenge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi
Karoonga na tum pe sitam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Ho, rab di kasam yaara rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam) - 2