Wednesday, February 6, 2008

kya mujhe pyaar hai

film: wo lamhe

meri duniya...
kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kal ka fakir dil aaj shehzada hain
lagta khuda ka koi nek iraada hain
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

meri duniya...
pathhar ke inn raston pe
phoolon ki ek chadar hain
jabse milen ho hamko
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
rang naye naye hain jaise ghulte hue
soye the khwaab mere jaage tere waaste
tere khayaalon se hai bheege mere raaste
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

tum kyon chale aate ho
har raat in khwaabon mein
chupke se aa bhi jaaon
ek din meri baahon mein
tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
kaisa khumaar hain aah
o o o o o ...

dil ka rishta

film: dil ka rishta

Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Hum To Ek Doosre Pe Marte Hai..(2)
Jaanta Yeh Jahaan Sara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Mere Palkon Ko Chum Ke Dilbar..(3)
Aap Ne Husn Yeh Sawara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Tanha Tanhaiyon Mein Janeman..(3)
Maine Aksar Tumhe Pukaara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai

Dekhta Hun Jahan Tumhi Tum Ho..(3)
Aur Nazron Mein Kya Nazara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

dil de diya hai jaan tumhe denge

film : masti
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Ho, dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Ho, rab di kasam yaara rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam) - 2
(Rukh zindagi ne mod liya kaisa
Humne socha nahin tha kabhi aisa) - 2
Aata nahin yakeen kya se kya ho gaya
Kis tarha main tumse bevafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do
Itna hi kar do karam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
(Aawaargi mein ban gaya deewaana
Maine kyoon saadgi ko nahin jaana) - 2
Chaahat yahi hai ke is kadar pyaar doon
Kadmon mein tere main do jahaan waar doon
Chain mera le lo, khushi meri le lo
De do mujhe de do saare gham
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
(Mere ashq keh rahe meri kahaani
Inhe samjho na tum sirf paani) - 2
Ro roke aansuon ke daag dhool jaayenge
In mein vafa ke rang aaj ghul jaayenge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi
Karoonga na tum pe sitam
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam
Ho, rab di kasam yaara rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahin karenge sanam) - 2

taare zamin par

dekho inhein yeh hain oss ki boondein
patton ki god mein aasmaan se koodein

aangadayi lein phir karwat badal kar
nazuk se moti hans de phisal kar

kho na jaaye ye……..
taare zameen par

yeh to hain sardi mein dhoop ki kirane
utarein jo aangan ko sunhera sa karden

mann ke aandheron ko roshan sa kar dein
thithurti hatheli ki rangat badal dein

kho na jaaye ye……..
taare zameen par

jaise aankhon ki dibiya mein nindiya
aur nindiya mein meetha sa sapna

aur sapne mein mil jaaye farishta sa koi
jaise rangon bhari pichkari jaise titliyan phoolon ki kyari

jaise bina matlab ka pyara rishta ho koi
yeh to aasha ki lehar hain
yeh to ummeed ki sehar hain
khusiyon ki nehar hain

kho na jaaye ye……..
taare zameen par

dekho raaton ke seeney pe yeh toh
jhilmil kisi lau se ugey hain
yeh to amboya ki khusboo hain baagon se beh chale
jaise kaanch mein choodi ke tukde
jaise khiley khiley phoolon ke mukhdey
jaise bansi koi bajaye pedon ke taley

yeh to jhonke hain pawan ke hain yeh ghungharoo jeewan ke
yeh to sur hain chaman ke kho na jaaye ye taare zameen par

muhaley ki raunak galiyan hain jaise khilney ki zid par
khaliyan hain jaise muthi mein mausam ki jaise hawayein
yeh hain buzurgon ke dil ki duwayein

kho na jaaye ye………..
taare zameen par
taare zameen par

kabhi baatein jaise dadi nani kabhi chalkein jaise mum mum paani
kabhi ban jaaye bhole sawaalon ki jhadi
sannatey mein hansee ke jaise sooney hothon pe khushi ke jaise
yeh to noor hain barse gar teri kismat ho badi
jaise jheel mein lehraye chanda jaise bheed mein apne ka kandha
jaise manmauji nadiya jhaag udaye kuch kahe
jaise baithe meethi si jhapki jaise pyar ki dheemi si thapki
jaise kaanon mein sargam hardam bajti hi rahe
jaise barkha udati hai bundiya…

kho na jaaye ye….

bum bum bhole masti me dole

dekho dekho kya woh ped hai chaadar odhe ya khada koi
baarish hai ya aasmaan ne chhod diye hai nal khule kahin
ho hum dekhe yeh jahaan waise hi jaise nazar apani
khulke socho aao, pankh jara failaao
rang naye bikhraao, chalo chalo chalo chalo naye khaab bunle

sa pa dha re ga re ga ma pa sa
bum bum bum, bum bum bum bole
hey bumchik bole, are masti mein dole
(bum bum bole, masti mein dole
bum bum bole, masti mein tu dol re) - 2

bhala machhliyaan bhi kyun udati nahin, aise bhi socho na
socho suraj roj nahaaye ya, baal bhigoke yeh budhdhu banaaye hame
saare taare tim timaaye, ya phir gusse mein kuchh badbadaate rahein

khulke socho aao, pankh jara failaao
rang naye bikhraao, chalo chalo chalo chalo naye khaab bunle
ye ye ye ye ye…..

bum bum bole, masti mein dole
bum bum bole, masti mein tu dol re

o rat ratke kyun tanker full, tanker full, tanker full
aankhein band toh dabaa gul, dabaa gul, dabaa gul
o band darwaaje khole re, khole re, khole re, khole re
o ja bindaas bol re, bol, bol, bol, bol re
main bhi hoon, tu bhi hai
main bhi, tu bhi, hum sab milke, bumchik bum - 8 bum bum bum bum…

bum bum bole, masti mein dole
bum bum bole, masti mein tu dol re

aisi rangobhari apani duniya hai kyun, socho toh socho na
pyaar se chunake inn rango ko kisine sajaaya yeh sansaar hai
jo itani sundar hai apani duniya, uparwaala kya koi kalaakaar hai
khulke socho aao, pankh jara failaao
rang naye bikhraao, chalo chalo chalo chalo naye khaab bunle

(bum bum bole, masti mein dole
bum bum bole, masti mein tu dol re) - 4 o bum bum bole

Taare Zameen Par

ladki badi anjaani hai

Ladki Badi Anjani Hai
Sapna Hai, Sach Hai Kahani Hai
Dekho Ye Pagli, Bilkul Na Badli
Ye To Wahi Deewani Hai
Alka:
Ladka Bada Anjana Hai
Sapna Hai, Sach Hai, Fasana Hai
Haan Haan Ye Pagla,
Bilkul Na Badla
Ye To Wahi Deewana Hai...
Paas Reh Ke Bhi Thi Doori
Jaane Kaisi Thi Majboori
Waqt Woh Bhi Ajeeb Tha
Jab Tu Mere Kareeb Tha
Kumar:
Kho Gayee To Ye Kis Jahan Mein
Main Yahan Hoon Dekh To Zara
Alka:
Ladka Bada Anjana Hai
Sapna Hai, Sach Hai, Fasana Hai
Kumar:
Dekho Ye Pagli, Bilkul Na Badli
Ye To Wahi Deewani Hai...
Hmm Bheed Mein Bhi Thi Tanhai
Yaad Har Pal Teri Aaye
Rokey Koi Mujhe Zara
Bhar Na Aaye Ye Dil Mera
Alka:
Behke Behke Mere Kadam Hain
Aise Mein Tu Sambhal To Zara
Kumar:
Ladki Badi Anjani Hai
Sapna Hai, Sach Hai Kahani Hai
Alka:
Haan Haan Ye Pagla,
Bilkul Na Badla...
Ye To Wahi Deewana Hai...
Tumne Na Jaane Kya Sapne Dikhaye
Kumar:
Jaage Na Sota Hai...
Alka:
Kuch Kuch Hota Hai
Kumar:
Kuch Kuch Hota Hai
Alka:
Kuch Kuch Hota Hai
Kumar:
Kuch Kuch Hota Hai...

tum dil ki dhadkan me rehte ho

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, tum rehte ho
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho - 2
Meri in saanson se kehte ho, kehte ho
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hmm hmm hmm..
Deewano sa haal hua, humko unse pyaar hua
Deewano sa haal hua, humko to unse pyaar hua
Dheere se voh paas aaye, chupke se izhaar hua
Ab naa kisise darna hai, sang jeena marna hai -2
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hey, hey hey hey, aa haa haa....

Hmm, duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Dil ko kitna chain milaa,
sabne itna sataaya hai
Apna hai ek sapna, ek tu hi ho apna - 2
Aa aa aa, aa aa aa, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Rehte ho, rehte ho

A Kya Mein Hi Kehta Rahoonga?
Aur Tum Kuch Bhi Nahi Kahogi

Aaahaa haa haa haa
Haii ruu ruru ruu la laa
Achha lagaa, huh?
Aaaha haa haaa aa aa

Rehte ho,rehte ho

Sach?? Aaha haaa haa haa haa

Kehte ho, kehte ho

Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, bas tum rehte ho

auraj hua madham

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

gali me aaj chand nikla

Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Suni rab ne meri fariyaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Aaj ki raat jo main so jaati
Khulti aankh subah ho jaati
Main to ho jaati bas barbaad
Main to ho jaati bas barbaad, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla
Maine tumko aate dekha
Apni jaan ko jaate dekha
Jaane phir kya hua nahin yaar
Jaane phir kya hua nahin yaar, gali mein aa chaand nikla
Gali mein aa chaand nikla - 2
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla

Saturday, February 2, 2008

ankhiyon ke jharokhe se

film : ankhiyon ke jharokhe se

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai
Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai
Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe
Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste
Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon
Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le
Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

suraj hua maddham

film name : kabhi khushi kabhi gham

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke
Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai