Friday, January 25, 2008

mera karma tu mera dharma tu

film name :- karma ((1986))
mera karma tu mera dharma tu
tera sab kuch main mera sab kuch tu

har karam apna karenge -2
aye vatan tere liye
dil diya hai jaan bhi denge aye vatan tere liye

tu mera karma tu mera dharma tu mera abhimaan hai
aye vatan mehaboob mere tujhpe dil qurbaan hai
ham jiyenge ya marenge aye vatan tere liye
dil diya hain jaan bhi denge ...

hindu muslim sikh eesaai hamvatan hamnaam hain
jo kare inko juda mazhab nahi iljaam hai
ham jiyenge ya marenge ...

teri galiyon mein chalaakar nafaraton ki goliyaa
lootate hain sab lutere dulhanon ki doliyaan
lut raha hai aanp vo apne gharon ko loot kar
khelte hain bekhabar apne lahu se holiyaan
ham jiyenge ya marenge ...

Thursday, January 24, 2008

chalte chalte yun he rukh jata hoon mai

Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.

Tumpe marte hain kyon, hum nahin jaante.
Aisa karte hain kyon, hum nahin jaante.
Band galiyon se chup chup ke, hum guzarne lage.
Saari duniya se rah rah kar, hum to darne lage.
Hai ye kya karne lage.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.

Teri baaton mein ye, ek shararat si hai.
Mere honton pe ye, ek shikayat si hai.
Teri aankhon ko aankhon se, choomne hum lage.
Tujhko baahon mein le lekar, jhoomne hum lage.
Hai ye kya karne lage.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, Kya yahi pyar hai,
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai

pehli pehli baar mohabbat ki hai

film name :- sirf tum (1999)

Mere Mehboob
Mere Is Dil Ne
Raat Ko Din
Subha Ko Shaam Likha
Itna Baichain Kar Diya Tumne
Mane Ye Khat
Tumhare Naam Likha
Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon...

Mera Haal Bura Hai Lekin
Tum Kaisi Ho Likhna
Mera Chodo Jaan
Apna Khayal Tum Rakhna

Kore Kagaz Pe Maine
Saara Armaan Nikala
Mere Is Dil Mein Jo Kuch Tha
Khat Mein Sabh Likh Dalaa

Hey Hey Hey Ho Ho Ho
Pehli Pehli Baar Shararat Ki Hai
Pehli Pehli Baar Shararat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon...

Kash Mera Dil Bhi
Kagaz Ka Tukda Hota
Raat Ko Teri Baahon Mein
Takiye Ke Neeche Sota

Ho Keral Mein Garmi Hai
Nainital Se Sardi Bhejo
Jo Raahat Paunchaaye
Aisa Kuch Bedardi Bhejo

Bin Teri Yaadon Ke
Ek Pal Jeena Hai Mushkil

Kaise Likh Doon Tujhko
Kitna Chaahe Mera Dil

Apni Ek Tasveer
Lifafe Mein Rakh Kar Bhijwado

Main Khud Milne Aaongi
Kuch Din Dil Ko Sambhaalo

Tum Kitni Bholi Ho

Tum Kitne Aache Ho

Tum Kitni Seedhi Ho

Tum Kitne Sache Ho
Aa Aa Aa Aa Aa Aa A

Pehli Pehli Baar Ye Chaahat Ki Hai
Pehli Pehli Baar Ye Chaahat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Pehli Pehli Baar Mohabbat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon

La La La La La La La
Lara La La La La

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm

Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Ishq Ne Meri Aisi Haalat Ki Hai
Kuch Na Samajh Mein Aaye Main Kya Karoon