Wednesday, November 28, 2007

title photo

yun shabnami pehle nahi thi chandani :-saawaria

Yoon shabnami phele nahi thi chandani
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami phele nahi thi chandani

ho Yoon shabnami phele nahi thi chandani
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami

[Dekho chand aaya
Chand nazar aaya]3

Aaya aaya aaaya
Chand aaya sharma

Tu bhi aaja
Saawariya

aaya aaya dekho

Dheere dheere aake hawa gungunake
har khabar de tumhari
Kaisa yeh nasha hai
Nazar mein ghula hai
Har ghadi hai khumhari

Nashe mein kadam mere
Udhar kabhi idhar
Gumsum nazar jaye kidhar
Kho gaye tujhe mein hum iskadar

Yoon shabnami phele nahi thi chandani 2
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar

saawaria haa haa :- saawaria

Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya

Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake
Lejayega

Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya

owwwowoww

Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake
Lejayega ek roj tera udke jiya

Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya

Palkon ke shamiyane mein
Khwaabon ke har thikane mein
Teri hi parchaiya hai
Tu to har lambha Yaadon mein hai
Teri khamosh pheli nazar ka deewana bana

Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya
hooo Saawariya

Doli mein bitha ke
Sitaro se sajake
Zamane se churake
Lejayega

Saawariya haa haaaa
Saawariya haa haa haa
Saawariya

hooo saawaria

my dil goes mmmm:- salam namaste

My Dil Goes Mmmm
Shaan, Gayatri Iyer

aati hain woh aaise chal ke jaise jannat mein rehti hain
dekhti hain sabko aaise jaise sabko woh sehti hain
par gusse mein jo aaye aur ankhein woh dikhlaye
ladte ladte galti se muskaaye
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....

karti hu jab usse baatein lagta hain sone wala hain
soke jab jabbhi woh jaage lagta hain rone wala hain
par chupke se woh meri neend se mujhe jagaye
le baahon mein aur khud hi woh gir jaaye
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....

ha woh na na karti hain
ha bada akadti hain
ha thodisi ziddi hain
ha akal se piddi hain
aate hain sab woh aaye, na aaye woh jaati hain
tedhi in baaton se mujhko yeh satati hain
har waqt se pehle aanaa sunn na na koi bahana
par dekhna mera rasta rojana
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....

ha picture mein rota hain
ha khulle muh sota hain
ha jara nalayak hain
ha pitne ke layak hain
jaane kya kehta hain jaane kya karta hain
sofe pe chadhta hain pardo se ladta hain
jab karne lage safaai samjho ke shaamat aayi
fir thak ke jab leta hain angdaai
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....

ha thodi alag si hain
ha thodi galat si hain
ha thoda alag si hain
ha thoda galat si hain
aaisi bhi hogi woh aaisa na socha tha
aaisa hi hoga woh aaisa hi socha tha
kyo lagta hain yeh apna
yeh sach hain ya hain sapna
dar lagta hain kahi ho na jaaye jhuth
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....
my dil goes mmmmmm....

Tuesday, November 27, 2007

chup chup k chori se chori

dekh na meri sar se aasman ud gaya hain - 2
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2

dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2

hosh main main nahi yeh gashi bhi nahi
is sadi main kkabhi yeh hua bhi nahi
jism ghulne laga ruh galne lagi
pao rukne lage raah chalne lagi
aasman badalon par karvatein le raha hain
dekhna aasman hi barasne lage na zameen pe
yeh zameen kaunmilan ke dubkiyaa le rahi hain
dekhna uthke kandho pe chalne lage na kahi
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2

tum kaho to ruke tum kaho to chale
yeh junoon hain agar toh junoon soch le
tum kaho to ruke tum kaho to chale
mujhko pehchaanti hai kaha manzilein
dekhna mere sar se aasman ud gaya hain
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2
chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re
chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re
bunty ki bubbly aur bubbly ka bunti
bunty ki bubbly hue